English Text Poetry 2020

                               English Text Poetry 2020


# 1
Hum ko Khushi Mili bhi to Kahan Rakhein gy Hum
Ankhon mein Hasratein Hain or Dil mein Kesi ka Gum

# 2
Jo dil k Aaine mein ho wohi hai pyar k Qabil.
Wrna Deewar k Qabil to har tasweer hoti hai...

# 3
Muddat k bad mile to
mera naam hi yaad kr lena,

kabhi time mle to milne ki
fariyad kr lena..

# 4
Ek muskan tu muhje ek baar de de
khwab mein hi sahi ek deedar de de.
Bas ek baar kar le tu aane ka wada
phir Umar Bhar ka chahe intezar de de.

# 5
Janon-e-Ishq se to Khuda bi na bach saka

IQBAL

tarif-e-husne yar me sara quran likh diya.

# 6
Itna Bhi Gumaan Na Kar
Apni Jeet Par Ae Bekhabar,
Sheher Mein Teri Jeet Se Zyada,
Charche To Meri Haar Ke Hain

# 7
Chamak Suraj Ki Nahi Mere Kirdaar Ki Hai
Khabar Ye Aasmaan Ke Akhbaar Ki Hai,
Main Chaloon To Mere Sang Kaarwan Chale
Baat Garoor Ki Nahi Aitwaar Ki Hai

# 8
Waqt guzr gaya aur tu na aya.

Chain o sukoon bichar gya magar

Tu na aya....

Rhy halat yunhi to badl jaon ga main b

Phr shkwa na krna intezar tera nah kia

# 9
Mera Humraaz Hai Har Rang Ka Mausam Lekin.
/
Sham-e-Afsurdah Mujhe Sab Sey Juda Janti Hain.

# 10
Amal Se Zindagi Banti Hai Jannat Bhi Jahanum Bhi
Yeh Khaki Apni Fitrat Mein Na Noori Hai Na Naari Hai

# 11
Firqa-Bandi Hai Kahin Aur Kahin Zaatein Hain,
Kya Zamane Mein Panapne Ki Yehi Baatein hain

# 12
Apny Buss Main Kar Laity Ho.
/
Uff Kitna Be-Bus Kar Daity Ho..

# 13
Hum to tanhayon se tang akar dost banane nikle the FARAZ…

Dost bhi aise mile k aur tanha kargay

# 14
Mera Humraaz Hai Har Rang Ka Mausam Lekin.
/
Sham-e-Afsurdah Mujhe Sab Sey Juda Janti Hain

# 15
Daway piyar ke mujhy nai aty

aik zindagi h

jb marzi mang lena

# 16
Abhi tuk yaad ker rahay ho pagal ho tum qasam se
Us ne tu teray baad bhi hazaroon bhula diyay

# 17
Kasay Karon Atbaar Muhbbat Par

Log Pal Bhar mein Tuh Badal Jaty hai

# 18
Tanhayion Se Nahin Hum Mehfil Se
Darte Hain, Duniya Se Nahin Hum
Khud Se Darte Hain, Yun To Bahut
Kuchh Khoya Hai Humne Na Jaane
Kyun Tumhe Khone Se Darte Hain.

# 19
Chehro Par To Inki Sach Ki Mehfil
Hai, Jhoot Ka Mela Dil Ke
Andar Lagta Hai, Chor Ucchokon
Se Bhi Itna Khauf Nahi, Jitna
Farebi Aashiko Se Darr Lagta Hai.

# 20
Lafzon Ki Tarah Mujse Kitabon Me
Mila Kar, Duniya Ka Agar Dar Hai
To Khwado Me Mila Kar, Pholon Ka
Khushbo Se Taluq Ha Zarori To Ban
Ke Mehaq Mujhse Gulabo Me Mila Kar.

Post a Comment

0 Comments